Urdu — Tafheem-ul-Quran, Syed Abul A'la Maududi
Aey Nabi, yaqeen jaano ke jisne yeh Quran tumpar farz kiya hai woh tumhein ek behtareen anjaam ko pahunchane wala hai. In logon se kehdo ke “Mera Rubb khoob jaanta hai ke hidayat lekar kaun aaya aur khuli gumraahi mein kaun mubtala hai.”